By Anup Sahni (Nov 12, 2014)
Dard Kitne Hain Bata Nahi Sakta Zakhm Kitne Hain Dikha Nhai Sakta Ankhon Se Samjh Sako To Samjh Lo Ansoon Gire Hain Kitne Gina Nahi Sakta.
Tarikh Main Tere SaathNaam Mera Bhi AayegaTum Par Sab Karenge AfsosIlzaam Muz Par Hi Aayega
Na Manzile Kathin Thhi Na Raste Mushkil Thhe,Tumne Jo Wada Toda Saath Nibhane Ka,Na Manzilei Rahi Na Raaste Rahe.
Gairon Pe Khul Na Jaye Kahin Raaz Dekhna; Meri Taraf Bhi Ghamza-e-Ghamaz Dekhna! Meaning: Ghamza-e-Ghamaz = Grief of the Consoler
Samaj Jate The Hum Unke DiL Ki Baat Ko Wo Hume Har Bar Dhoka Dete The Lekin Hum Bhi Majbur The DiL Ke Haathon Jo Unhe Bar Bar Mauka Dete The.
Kabhi hum pe wo jaan diya karti the, jo hum kahte thye maan liya karti the. Ab pass se anjaan bankar gujar jaati ha, jo door se pahachan liya karti the.
Saanse Tham Jaati Hai Par Jaan Nahi Jati Dard Hota Hai Par aah ki Aawaz Nahi Aati Ajeeb Log Hai Iss Zamane Me Koi Bhool Nahi Pata Aur Kisi Ko Yaad Nahi Aati