Rab se yehi dua h ki dost sabhi muskuraate rahe, Dosti, Dosti se nibhti hain Dosti se nibhate rahein.
Samay ki tanhai me kho na jana, Kisi ki masti me dub na jana, Milegi jarur kal manzil aapko, Magar apni manzil pakar is dost ko bhul na jana....!!
Ehsas k daman me ansu girakar dekho, Dost kitni sachi hai azmakar dekho, aapko bhulakar kya hoga mera halat, kisi aine par pathar girakar dekho mere yaar.
Aaj phir aaina puchta hai mujhse, teri aankhon mein nami kyon hai. Jiski chahat mein tune khud ko bhula diya. Uski chahat mein kami kyon h.
Koi Chand Sitara H, Koi Phulo Se bhi Pyara H, Koi Khushi Ka Ishara H, Koi Dil Ka Sahara H, Wo Dost hamara h, Aur Wo Naam "Tumhara" h.
Dosti jaan se pyari ho, Sine me har pal yaad tumhari ho, Dekhkar jal jaye yeh zamana, Dosti aisi hamari ho ki Khuda jaan tumari mange, Aur maut humhari ho.
Agar itni Pyari soch tumhari na hoti, Mulakat tumse humari na hoti, Tadapte rehte sachche Dost k liye, Agar Dosti tumse humari na hoti.
Taron ko ginne wale hum na the, Akele gungunane wale hum na the, Ye to apki Dosti ne aadat laga di Warna kisi ko itna yaad karne wale hum na the.
Saare doston mein badhkar ho tum, Dhundne se bhi jo na mile wo sitara ho tum, Tumhara to hame pata nahi, Par hamari zindagi ka sabse bada sahara ho tum.
Dil dena magar bharosa mat krna.. Muskurana magar aansu mat bahana Pyar krna magar door mat hona A dosT hume MAAR DALANA MAGAR "DHOKA" MAT DENA.