Tere pyar mein umar bhar intezar kiya Tere pyar mein umar bhar intezar kiya Wah Wah Aur Uss intezar me na jane Kitno se pyar kiya.
Main tumhare liye sab kuch karta, Magar mujhe kaam tha, Main tumhare liye doob ke marta, Magar Mujhe zukham tha!
DiL Ke Armaan Aansuo Me BAh Gaye Hum Gali Me The Gali Me Reh Gaye Light Chali Gayi Jo Baat Unse Kehni Thi Unki Mummy Se Keh Gaye.
Ek Waqt guzar jayega Shadi kr k koi tumse bandh diya jayega Abhi Bhi Waqt he Afair Kar Lo Kya pata kal Kis Namune Ko Tumhe Saupa Jayega.
Likhe jo khat tujhe jo teri yaad mein saare ke saare papa ne pad liye sawera jab hua toh jute pad gaye woh fashion wale baal hawa mein ud gaye.
Arz kia hai Tuhar daant moti ke samaan tuhar daant moti ke samaan aur Moti hamaar kutte ka naam.
Arz kia hai- Insan insan ko das raha hai Insan insan ko das raha hai aur Saanp paas beithkar has raha hai.
1 Din Woh Bewafa Aayi Thi Meri Qabar Par Aur Diya Bhuja Kar Chali Gayi Baki Bacha Tha TeL wo Bhi Baalo Me Lagakar ChaLi Gayi.
Tute hue dil ka murabba bana gayi Ghar ko mere kachre ka dabba bana gayi Nikah K 3 mahine hi gujre the, Na jane Kis hisab se abba bana gayi.
Aap Kare Na Kare Yaad Hum Ko Hum Aap Ko Yaad Karenge Mobile K Saath Dafnana Network Milega Toh Kabar Se B Sms Bindaas Karenges.