Ye to khubsurat dosti ka nata hai, Jo bina kisi shart ke nibhaya jata hai, Rahe duriya to parwah nahi, Kyon ki dosti ko har pal dil me basaya jata h.
Ab is dil se ye gawara nahi hota, Inbox mein koi sms tumhara nahi hota, Bhool kar hi sms kar diya karo, Sirf yaad karne se guzara nahi hota.
Bhoot ki beti apni maa se boli, maa main kitni darawani hu! Maa boli beti zyada ghamand achcha nahi Abhi tune msg padhne wale ko nahi dekha.
Hamen maut pe bhi yakin hai, hamen unpar bhi aitbar hai; Dekhna hai pehle kaun aata hai, hamen dono ka intzar hai.
Santa dials a number. A girl receives the call. Santa: Who r u? Girl: Seeta here. Santa: Maine to Chandigarh phone kiya tha, yeh to Ayodhya mil gaya.