By ADMIN (Feb 14, 2010)
Pyarr Ke Pyase Zamane Mein Phir Rahe Hai,Jante Hua Bhi Sare-Raah Gir Rahe Hai,Pyar Insan Ko Pagal Bana Deta Hai,Phir Bhi Is Dagar Pe Jan Bhuj Ker Fisal Rahe Hai
Kabhi hum tute to kabhi khwab toote, na jane kitne tukdon mei armaan toote, Har tukda aaina hai zindagi ka, har aaine ke saath lakhon jazbat toote.
Buhat Bawafa Ho Tum Yeh Ham Ko Hai MaloomTum Apni Wafa Ki Baat Apney Tak Hi Rehney Do
Dekha jo Tumhe to Mehsus Hua, Pehchaan hai Aapni Muddat se! Khwabon Mein Dekhi thi jo Suraat, Milti hai Tumhari Suraat se!
Tanhaai Mein Dil Bekraar Kiya Karte HainAapki Khaamoshiyon Se Pyaar Kiya Karte HainJunoon-E-Ishq Ka Aalam Na PoochiyeAajkal Apna Hi Intezaar Kiya Karte Hain
Nasha ajib sa hua hai aaj phir Wo meri rooh mein utre h aj phir Dur bahut mujhse rhte hai wo magar Mere kareeb se wo guzre hai aaj Phir.
Diya Hai Dard, Inn Mushkilo Ne MujheDard Se Maine Jana Hai TujheIss Liye Dard Bhi Hai Aziz MujhkoTujhko Hi Nahi Khud Ko Bhi Pehchana Hai Maine