By ADMIN (Feb 14, 2010)
Dekha Hai Zindagi KoKuchh Itna Kareeb SeChehre Tamaam LagneLage Hain Ajeeb Se
Khuda Se Thoda Raham Khareed Lete,Aap Ke Zakhmo Kaa Marham Khareed Lete.Agar Kahi Bikti Khushiya Meri,To Saari Bech Kar Aap Kaa Har Ghum Khareed Lete
kya kya chupaye kya kya bataye, is Dard-E-Dil ko kise sunae, dard hota jism me to dawa kar lete, par is bari dil k dard ki dawa kese banaye.
Zindagi Bhar Ham Aapki Gali Se Gujre ,Aapne KabhiHumko Dekha Nahi, Zanaza Hamara Jab AapkiGali Se Gujraa, Dekha Aapne Parda Utha Utha Ke
Zara Palat Kar To Dekh LeteHum Wahi Khade The,Pal Do Pal To Aap Muskura Lete,To Un Palo Mein Hum Apni Sari Zindagi Jee Lete
Ek Ajeeb Sa Manzar Nazar Aata HaiHar Ek Qatra Samandar Nazar Aata HaiKaha Banau Main Apne Sheeshe Ka GharHar Ek K Hath Me Paththar Nazar Aata Hai
Irada Tha Ki Ab Ke Rang-e-Duniya Dekhna Hai; Khabar Kya Thi Ki Apna Hi Tamasha Dekhna Hai!